Ahsaan hai tera dil par

Ahsaan hai tera dil par ,
ke ishq toone sikhaaya,
Doondha kayi baar dil ko ,
dariya -e- gum hi paaya Lutaaya kayi baar is dilko ,
humne teri khaatir, Rang teri wafa ka mere ,
ashko mein nazar aaya Hoti hai band saanse ,
na hoga shikva kisiko Samjhenge wo ke unko,
koi khwaab bura aaya

0 comments:

Post a Comment

LIVE CHAT