Har Nazar me ek Kashish hoti hai,
Har Dil me ek Chahat hoti hai,
Mumkin nahi har ek ke liye TAJ MAHAL banana,
Kyunki har dil mein 4 -5 MUMTAJ hoti hai. ------------------------------------------------------------------------- Arz kiya hai... Moorkh tha Shahjahan jo kar gaya kharcha
itna taj par,
har roj nayi mutaz aa jati us kharche ke byaj par...
wah wah ------------------------------------------------------------------------- Khudaa jab husn deta hai nazaakat aaa hi jati hai Kadam chun chun kar rakhti ho kamar balkha hi jaati hai..
0 comments:
Post a Comment