Barsaat aye aur dharti geeli na ho,
dhoop aye aur sarsoon peeli na ho,
apne kaise soch liya k
apki yaad aye aur ankhen geeli na ho!
-------------------------------------------------------------------------
Bagair jane pehchane ikrar na kijiye,
muskura kar dil ko bequraar na kijiye,
phool bhi de jate hai jakhm gahre kabhi kabhi,
har phool par yu aetbaar na kijiye :-)
-------------------------------------------------------------------------
fiza par thi asar hawaon ka hota hain,
mohabbath par tho asar adawon ka hota hain,
aisi hi kisika deewana nahin hota,
kuch tho kasoor nigahon ka hota hain.
-------------------------------------------------------------------------
Dil ka rishta hai humara,
dil ke kone mein hai naam tumhara,
har yaad mein hai chehra tumhara,
saath nahin tho kya hua-zindagi bar
dosti nibhane ki waada hai humaara.
dil ke kone mein hai naam tumhara,
har yaad mein hai chehra tumhara,
saath nahin tho kya hua-zindagi bar
dosti nibhane ki waada hai humaara.
0 comments:
Post a Comment