Dard-E-Dil

Usko chaha bhi to iqraar karna na aaya,
Kat gayi umr, hamein pyar karna na aaya,
Usney maanga bhi agar kuch to maangi judaai,
Aur ek hum thay ke inkaar karna na aaya



dekhte hai duniya ki aankhon se,
aashiqon ki yehi aadat kharab hai
dil ki aankhon se dekhe gar koi,
har haseen ko samjhna aasan hai ...



Jis shaam mere lab per tera naam na aaye,
Khuda kare aisi shaam na aaye....
Aai jaane wafa, ye kabhi mumkin hi nahin,
Afsaana likhnu aur tera naam na aaye



mushkil me hon to musakarana aasan nahin hota,
phir bhi agar ho chehhre per mushkaan ,
to samjho buland haonshale ki nai pehchan.

0 comments:

Post a Comment

LIVE CHAT