agar terna hai to pani mein aao,
kinaron pe kya rakha hai
pyar karna hai to bahon mein aao,
isharon mein kya rakha hai.
dosti mein dil ka tamasha dekha nahi jata,
humse tuta hua sisa dekha nahi jata,
apne hisse ki khusiya bhi de du tujhe,
aye dost tera utra hua chehra dekha nahi jata
Din Tere Khayaal Mein Guzar Jaata Hai
Raat Ko Bhi Tera Hi Khayaal Aata Hai
Kabhi Kabhi Ye Khayaal Is Kadar Badh
Jaata Hai Ki Aaine Mein Bhi Tere Chehara Nazar Aata Hai
Uski Ankhon Ki Deewani Hoon,
Uski Muskaan Ki Mein Shamma Hoon,
Har Pal Mujhko Itna Satata Hai,
Phir Bhi Dil Aur Jaan Se Mein Uski Ashqi Hoon
0 comments:
Post a Comment