Hum hawa ke jhonke hain guzar jayenge
Khamoshi se tumhare Dil mein uttar jayange
Paake tumhari dosti ye hua Ehsaas
Tumse Bichad Kar Hum Mar jayenge
-------------------------------------------------------------------------
DIL KO KITNA SAMBHALA KI E DIL ABHI
RUK JA WO ABHI YAHAA AAYENGE
HAME KYA PATA THA KI WO AATE HI
JANE KA BAHANA BANAYENGE...
-------------------------------------------------------------------------
Na Milne Ki Khushi,
Na Judai Ka Gam,
Na Udas Na Tanha Hai Hum,
Kaise Kahe Kaise Hai Hum,
Bas Itna Samajh Lijiye,
Aapke Bina Bahut Akele Hai Hum!!!
-------------------------------------------------------------------------
Koi Gila Na Koi Shikwa Raha Aapse,
Ye Aarzoo Hai Ek Silsila Bana Rahe Aapse,
Bus Ek Umeed Hai Aapse,
Khafa Na Hona Agar Hum Khafa Rahe Aapse!!!
0 comments:
Post a Comment